Aj ka dour ajeeb hae jab hum chotae thae to hum apnae waldaen ki bat tawjo sae suntae thae aur ager koi darss o tadreess k liyae waldaen say ijazat na milae to unko razi kar kae darss mae chalae jatae thae laekin ab waldaen khud bhi aesae kamon mae lagae huwae haen bachon ko kiya nasihat karaen gae aur aghar kahin galti sae wo mnaa bhi karaen to jawab milta hae hum 18en year old haen hum apna acha bura sub jantae haen
bs ye media hy jo logon k mindset ko change kr chuka hy. Ab agr koi religion ki baat kry tu media py us k khilaf propaganda start ho jata hy. Agr koi anti-religionists ko bura kahay tu wo log kehtay hen k hmain azadi hy. Hum jo marzi kren, hmain roknay wala kon hota hy. It means k religionists ko koi azadi denay k haq main nhi hy.
bilkul theek kaha Abdullah nae ahadees ki roshani maen daekhaen to Hazoor sallalaho alaehae waslam nae fermaya kae jiska mafhoom yae hae dajjal nae to ana hae laekin issae pahlae fitno sae khberdar kiya hae ap daekhrahae haen kae jadoo aur issae milti julti cheezaen media ki zeenat bani hoi haen aur apnae mazhab sae bhi door kernae ki koshish ki jarhi hae iss waqt muslman ko chhaiyae kae wo sabit qadam rahaen dajjal bhi to aek bara jadooger hoga
Hazoor (S.A.W.) ny ye b farmaya tha k jb fitnoon ka time period start ho ga, tb wohi shakhs mehfooz rhy ga jo cities sy dour jungloon main ya mountains py chala jaey ga. AAP (S.A.W.) ny farmaya tha k us waqat sheep ka flock ly kr mountains pr chalay jana aur shehr k hungamoon sy door rehna.
Aj ka dour ajeeb hae jab hum chotae thae to hum apnae waldaen ki bat tawjo sae suntae thae aur ager koi darss o tadreess k liyae waldaen say ijazat na milae to unko razi kar kae darss mae chalae jatae thae laekin ab waldaen khud bhi aesae kamon mae lagae huwae haen bachon ko kiya nasihat karaen gae aur aghar kahin galti sae wo mnaa bhi karaen to jawab milta hae hum 18en year old haen hum apna acha bura sub jantae haen
ReplyDeletebs ye media hy jo logon k mindset ko change kr chuka hy. Ab agr koi religion ki baat kry tu media py us k khilaf propaganda start ho jata hy. Agr koi anti-religionists ko bura kahay tu wo log kehtay hen k hmain azadi hy. Hum jo marzi kren, hmain roknay wala kon hota hy. It means k religionists ko koi azadi denay k haq main nhi hy.
ReplyDeletebilkul theek kaha Abdullah nae ahadees ki roshani maen daekhaen to Hazoor sallalaho alaehae waslam nae fermaya kae jiska mafhoom yae hae dajjal nae to ana hae laekin issae pahlae fitno sae khberdar kiya hae ap daekhrahae haen kae jadoo aur issae milti julti cheezaen media ki zeenat bani hoi haen aur apnae mazhab sae bhi door kernae ki koshish ki jarhi hae iss waqt muslman ko chhaiyae kae wo sabit qadam rahaen dajjal bhi to aek bara jadooger hoga
ReplyDeleteHazoor (S.A.W.) ny ye b farmaya tha k jb fitnoon ka time period start ho ga, tb wohi shakhs mehfooz rhy ga jo cities sy dour jungloon main ya mountains py chala jaey ga. AAP (S.A.W.) ny farmaya tha k us waqat sheep ka flock ly kr mountains pr chalay jana aur shehr k hungamoon sy door rehna.
Delete